Samne aa ke tujhko pukara nahi,
Teri ruswai mujh ko gawara nahi,
Zakhm seene ke tujh se chupaunga mai,
Pyaar ka naam lab par na launga mai,
Haar kar bhi ye baazi mai hara nahi,
Shukriya tumne jo dard mujh ko diya,
Khush raho fir bhi deta hun tum ko duaa,
Koi shikwa zubaan par tumara nahi,
Teri ruswai mujh ko gawara nahi.
Post Top Ad
Responsive Ads Here
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
Post Bottom Ad
Responsive Ads Here
Author Details
Shayari ki Duniya me chala gya hu.app bhi chale jayiye
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें