- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Usne MujHse Puchha,
Kya MujHe Bhool Jaoge?
Maine Kaha..
Tum Ne Dekhi Nahi PhuLo Ki Wafa,
Wo Jiss Pe Khilte Hai,
Usi Par Murjha Jate Hai.

Dosti Shayad Jindgi Hoti He,
Jo Har Dil Mein Basi Hoti He,
Waise To Jee Lete He Sabhi Akele Magar,
Phir Bhi Jarurat Iski Hr Kisi Ko Hoti He.

Meri Subah Ko Tum Roshni De Do,
Meri Shamo Ko Tum Chandni De Do,
Mangta Hu Tumse Mai Apni Zindgi,
Bus Apne Kadmo Me Mujhe Panaah De Do.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages