- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Log Apno Ko Bhi Bhula Dete Hai,
Bevajah Apno Ko Bhi Rula Dete Hai,
Jo Diya Raat Bhar Roshni Deta Hai,
Subha Hote Log Usse Bhi Bujha Dete Hai.

Badalte Is Zamane Ne Sabko Badal Diya,
Is Hawa K Hr Khayal Ko Badal Diya,
Pr Uska Dil Koi Q Na Badal Saka Jiske,
Liye Hume Apne Apko Badal Diya.

Mat bana rishta is jahan me,
Bahut mushkil unhe nibhana hoga,
Har ek rishta ek naya gam dega,
Ek taraf bebas tum,
aur ek taraf Hasta jamana hoga.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages