- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Tanha Zindgi Se Aawaz Aati H
Bina Roye Hi Ye Ankhe Bhr Aati H
Hua Krte The Sath Hum Bi Kabhi Kisike
Aaj Unhe Dekhne Ko Bi Ankhe Tras Jati H.

Paane Se Khone Ka Mza Aur H
Bandh Aankho Me Rone Ka Maza Aur H
Ansu Bane Lafz, Lafz Bane Shayari
Aur Us Shayari Me Tere Hone Ka Maza Aur H.

Mohabbat ka teri ek yehi to sila h
Tujhe yaad karke mera dil hi jala h
Yaado ko teri bhala kaise bhula du
Sab kuch lutakar ek yehi to mila hai.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages