- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Jannat k mehlon me ho mahal apka
Khwabo ki wadi me ho sheher apka
Sitaro ke angan me ho ghar apka
Dua he sabse khubsurat ho har din apka.

Do Dilo Ke Dhadkano Me Saaz Hota H
Sabko Apni Mohabbat Pe Naz Hota H
Usme Se Har 1 Bewfa Nhi Hota
Uski Bewfai K Piche v Koi Raaz Hota H.

Ae Khuda Mere Pyar Me Kuch aisi Baat Ho
Main Sochu Usko Or Wo Mere Pas Ho
Meri Sari Khusiyan Mil Jye Usko,
Ek Lamhe Ko Bhi Wo Agr Udas Ho!

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages