- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Ruthi hui ankho me intzar Hota h
Na chahte hue B pyar hota hai
Kyu dekhte hai hum wo sapne
Jinke tutne par bhi unke sach hone ka intzar Hota h.

Na jane kyon esa hota hai.
Jo de sabko khushi wahi rota hai.
umrbhar sath na mile jiska.
"Na jane kyu usi se pyar hota hai''.

Har Pal Dilme Aapke khushi Ho,
Har Waqt Hotho par Aapke Hasi ho,
Sitare bhi Jamin par Aakar Aapko Gher Le,
Aisi Chand ki Tarah Aapki Zindagi Ho.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages