- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Ae Dost Itna To Yaad Kiya Hota,
Ek Pyaar Bhara Paigaam Bhej Diya Hota,
Kaise Jeete Hain Teri Yaad Mein,
Ek Baar Haal To Pooch Liya Hota.

Wo ijazat De To Itni Baat Kahna,
MUJE Nind Nahi Aati Sari Raat Kehna.
Kisi Kaam Me B Dil Nahi Lagta AajKal,
MUJE Bahot Satati Hai Unki Yaad Kehna.

Kash Koi Hum Par Bhi Itna Pyar Jatata
PicheSe Aakar Wo Hamari Ankho Ko Chupata
Hum Puchte Ki Kaun Ho Tum?
Wo Has Kar Khud Ko Hamari Jaan Batata.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages