""Surkh aankho se jab woh dekhte hai..
hum ghabrakar aankhe jhuka lete hai..
kaun milaye un aankho se aakhe..
suna hai woh aakho se apna bana lete hai.!""
""Kash Tu samaj paata k pyaar kitna hai,
Ose jataane me dard itna hai,
Log ikrar karke bhi aasu bahaaya karte hai,
Hum izhaar kiye bina khoon se nahaaya karte hai,
Kash Tu samaj paata...""
""wo kehte hai ki hum unhe pehle kyo nahi mile
na jaane zindagi mein aur kitne hai shikwe aur gile
ab mile hai toh kaun sa apna bana sakte ho
zindagi ki shikayatein kya ab mita sakte ho..""
""Jo dard unki aankhon mein hain
wo humne iss dil mein mehsoos kiya hain
log ise mohabbat kahe ya fir paagalpan
humne toh ise khuda ka naam diya hai..""
""Aisa nahi ki aapki yaad aati nahi,
Khata sirf itni hai ke hum batate nahi,
DOSTI aapki anmol hai humare liye,
Samajhte ho aap, isiliye hum jatate nahi...""

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें