$-Zindagi Na Milegi Dobara-$ - शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
$-Zindagi Na Milegi Dobara-$

$-Zindagi Na Milegi Dobara-$

Share This

$-Zindagi Na Milegi Dobara-$
Sapne saare tod kar baithe H
Dil ka armaan chhod kar baithe H
Na kijiye humse wafa ki baatein
Abhi-abhi dil ke tukde jod kar baitheH..

Dil Ke Dariya Me Dhadkan Ki Kasti Hai.
Khawabo Ki Duniya Me Yado Ki Basti Hai.
Mohabbat Ke Bazar Me Chahat Ka Sauda
Wafa Ki Kimat Se To Bewafai Sasti Hai..
Ye Dil Bda Kamjor H Ise Koi Samjhata Nhi
Ye Tumse Pyar Bahut Karta H Par Kah Pata Nhi
Darta H Kahi Tumne Ise Thukra Na Diya
Kyonki Ek Tum Hi Ho Jiske Bina Ye Rah Pata Nhi.

Shayri Toh Hum Bhi Kar Lete Mere Dost,
Par Shayri Ki Koi Wajah Na Mili,
Unke Dil Me Koi To Or Hi Tha,
Jo Dil Me Unke Hume Jagah Na Mili.

Pyar Pyar Nhi Khuda Hota H
Mehsus Tab Hota H Jab Wo Juda Hota H...
Bina Pyar K Rehna Ek Saja Hota H...
Pyar Agar Sache Dill Se Ki Ho To Usse Pana Aashan Hota H....
Tune Mere Mehboob Ko Dekha Hi Kahaan….
Agar Tu Dekh Le Soorat Uski Teri Neend Ud Jayegi,
Har Waqt Subah-O-Sham Khayal Uski Hi Aayegi,
Khud Ko Sambhalna Mushkil Ho Jayega Us Waqt,
Jab Wo Aankhein Tere Dil Mein Utar Aayegi,
Tune Mere Mehboob Ko Dekha Hi Kahaan…

Meri Tanhayi Poochti H Mujhse,
Bata Aaj Kaun Bichad Gaya H Tujhse
Kya Btaun Ki Mera Koi Sathi Hi Nhi,
Shayd Aaj Juda Ho Gya Hu Khud SE..
 
Pyar Ki Usne Kadar Kaha Rakhi Hai
Dil Ki Usne Khabar Kaha Rakhi Hai,
Maine Kaha Hum Mar Jayege Apke Pyar Me,
Usne Pucha "KABAR" Kaha Rakhi Hai


Aaj Meri Khusi Ka Thikana Nahi ,
Dil Kehta Hai Rab Agar Jaan Bhi Mange To Ghabrana Nahi
Aapko Paane Ka Sapna Humne Dekha Hai
 Kasam Se
 Bhagwan Se Humne Kuch Aur Manga Nahi..

Mile Har Janam Aap Jaisa Yaar,
Duwa Karte Hai Rab Se Bar Bar,
Chahe Kyu Na Thukra De Hame Yeh Duniya,
Par Milta Rahe Hame Hamesha Aap Ka Didar.
  

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages