Meri chaht hai wo meri ana bhi hai - शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Meri chaht hai wo meri ana bhi hai

Meri chaht hai wo meri ana bhi hai

Share This

Meri chaht hai wo meri ana bhi hai,
Mere khamosh lehjon ki wo sda bhi hai,

Rehta ha subh o sham wo mere wajud me,
Meri awaz, mera lehja wo meri ada bhi hai,

Deta ha mujko zakhm wo behisab magar,
Humdard bhi hai mera wo meri wafa bhi hai,

Ab us ke zikar py aksr me khamosh rehti hon,
Keh meri mohabat ki wo inteha b ha...!

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages