love shayari sms - शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
love shayari sms

love shayari sms

Share This
Ajab Hunar Hai Mery Hath Main Shair Likhne Ka
Main Apni Barbaadi Likhti Hun Or Log Wah Wah Kehty Hain







Pyaar toh kabhi hum bhi kiya tha,
Par unhone mujhe nadaan kehkar thukra diya...
Chalo aaj main kehti hun aapko nadaan kyonki aaj mujhse hi aapne mohabaat ka izhaar kiya...






Chahane Wale Aaj Bhi Tujhe Chahate Hai,
Yeh Aur Baat hai ...
Tujhe Ahsaas Na Kal Tha...
Na Aaj Hai...





Tu mujhe dekh ya naa dekh,
Tere naa dekhne ka ghum nahi,
Kyunki tere naa dekhne ka andazz bhitere dekhne ke andazz se kuch kam nahi..

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages