Kisi rangeen mefil main - शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Kisi rangeen mefil main

Kisi rangeen mefil main

Share This
 
 
Kisi rangeen mefil main

Tumharey pass main bethoon

Tham ker hath yeh keh doon

"Mujhe tum se mohabbat hai"

To tum yeh mat samaj layna,

Key mein nay such kaha ho ga

Kay assi dil nasheen batoon ko,

Aesy jhoom ker dil ruba payraiy mein kehna

Mujhe bachpan se atta hai....

Pari peker koi jub mery samney ajata hai.

Meri aankhein, mera chehra, mera bay sakhta lehja

Sub kuch jooth kehta hai.

Magar iss jooth mein bhi ek such hai

Aur woh yeh!

"Mujhe tum se mohabbat hai 


[IMG]

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages