sad hindi shayari - शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
sad hindi shayari

sad hindi shayari

Share This
Jab mile nahi the tum..Na thi khushiyan na gum____
Tum mile to badle..Zindagi ke yeh mosum_____
Ho sun raha hai jo dua..Mera rab hai tujhme_____
Har jagah tha kuch kam..Mila mujhe sab tujhme_____










Golti se bhi aankhen mat kholiye.
Yeh khwab hai koi toot na jaye.
Hum milte to hai isi karan.
Darte hai yeh khub surat sapna kahi bikhar na jaye







Arman Koi Seene Mein Aag Laga Deta Hai,
Khwab Koi Aker Raton Ki Neend Uda Deta Hai,
Punchhta Hoon Jisse Bhi Manzil Ka Pata Ab To,
Vo Rasta Tere Gher Ka Hi Bata Deta Hai

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages