Dil Se Koshis Ki UskaNaam Mitane Ki - शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Dil Se Koshis Ki UskaNaam Mitane Ki

Dil Se Koshis Ki UskaNaam Mitane Ki

Share This
Fir se ye mayus andhera chhatne lga to achcha laga,
Dhyan unki yadon se hatkar batne lga to achcha laga,
Yu to tairne ko bahut hath paw mare hmne,,,,,,
Jab samandar ka pani khud b khud hatne laga to achcha laga...
Jo shakhs kehkar gye the ki nafrat h mujhse
Aaj wohi mera naam ratne lge to achha laga,
Dil se koshis ki uska naam mitane ki,
Ye naam khud hi mitne lga to achha laga,
Mohabbat ka tufan mujhe udata rha yaha waha,
Ye tufan meri bahon me simatne lga to achha laga
Jiski vajha se aaj me jalne ko teiyar hu,
Meri arthi se wo rokar lipatne lga to achha lga,
Koshise nakam rhi me fir se ji saku,
Uske chhune se sans atakne lga to achha lga.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages