sad hindi shayaris - शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
sad hindi shayaris

sad hindi shayaris

Share This
best sms hindi shayari , sms hindi shayaris





ishq jesi ibadat kahaan
 Urdu jesi kawayad kahaan
 Rahe vade par agar kaayam to
 Ishq jesi takat kahaan 






ek roz is duniya me bahut nam hoga mera
Har ek dil me manjilon ka mukam hoga mera
Tab tumako hoga mere bicharane ka gam
Jab jamin hogi meri aasman hoga mera
Hume rusawa karane wale wo din bhi aayega
Jab juba hogi teri uspe nam hoga mera








best sms hindi shayari , sms hindi shayaris





gaa to hum bhi sakte h , lekin wo raag nhi
Baja to hum bhi sakte h , lekin wo saaj nhi
Log kahte h shahjahan ne mumtaz ki yaad me , tajmahal banwaya
 Tajmahal to hum bhi bna sakte h , lekin wo mumtaj nhi













ho puri dil ki har khwahish aapki
Or mile khushiyon ka jahan aapko
Agar aap mange aasman ka ek tara
To khuda de de sara aasman aapko  








कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages