sad hindi shayaris - शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
sad hindi shayaris

sad hindi shayaris

Share This
some best hindi shayari of love
ki hogi chand ne bhi mahobbat
Tabhi to usake chehare par dag h
Hui hogi bewafai suraj se bhi
Tabhi to usame dahkati aag h



har shakhs ke peron me janjir nhi hoti
Har insan ki takdir achhi nhi hoti
Kese ban gaye ye ashiq ranjha
Har mahbuba heer nhi hoti



sad hindi shayaris of love




jakham sah liye to pata chala
                Zahar pi liye to pata chala
       Is zindgi se maut achhi
                  Jab ji liye to pata chala










shayad khuda ne khud tujhe apne hathon se banaya hoga
                      Tab to khuda ka dil bhi tujh par aaya hoga
                              Tujhe is jamin par bhej kar
       Khuda khud apni galati par pachtaya hoga 

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages