- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Raasta Tut Gaya Magar Safar Baki He,
Aaina Tut Gaya Par Nazar Baki He,
Tum Humse Kitne Bhi Dur Raho
Par Tumhari Yaad Dil Me Hamesha Baki Hai.

Teri Yaado Ka MAHEL Banaya Hmne
Aarzu Ka DIA Usme JaLaya Hmne
Muje BhuLne WaLe Tujhe Meri KASAM !
Wo Koi LAMHA Bata Jisme Tuje Bhulaya Hamne.

Aapki Yaad DiL Ko Bekrar Karti He
NaZar Talash Aapko Bar-Bar Karti He
Gila Nahi Jo Aap Door Hain HumSe
Aapki To Judai Bhi HumSe Pyar Krti He.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages