- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Mohabbat Ko Meri Thukraya h Usne,
Bewafa Bankar RuLaya He Usne
Humne To Use Hamesha Wafa Di,
Bewafai Kya h Mohabat Kar K Samjaya h Usne.

Nadi Jab Kinara Chor Deti Hai
Raah Ki "Chatt-an Tak Tod Deti Hai
Baat Choti si Agar Chub Jaye Dil Me,
ZindaGi K Raston Ko Mod Deti Hai..

Main Ek Gunha Hr Baar Q Krta Hu
Hr Sajde Me Use Hi Yaad Q Krta Hu
Ae Khuda Agar Wo Bani Hi Nhi Mere Liye
To Main Use Itna Pyar Q Krta Hu.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages