- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Guzre Dino Ka Khayal Rakhna,
Wafa Ki Matti Sambhal Rakhna,
Aap Bhulado Mujhko To Koi Baat Nahi
Mera To Haq h Apko Her Dua Me Yaad Rakhna.

Har Jazbat Ko Zuban Nahi Milti,
Har Aarzu Ko Dua Nahi Milti,
Haste Raho To Duniya Rehti Hai Saath,
Aansuon Ko To Aankho Me Bhi Panha Nahi Milti!!

Yeh Chhoti Si Yaad Bada Sila Degi
Gulab Ki Tarah Chehra Khila Degi
Mat Bhulana Kabhi Humari Yaado Ko
Yeh Yaad Khud Aapko Humse Mila Degi.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages