- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Sukoon Din Ko, Raato Ko Rahat Nahi Hai
Muje Fir Bhi Usse Koi Shikayat Nahi Hai
Mai Haq Uspe Jatau To Kaise
Wo Chahat Hai Meri, Amanat Nahi Hai.

Koi kisi ko dil se yad karta..
koi kisi ko matlb se yad karta..
Hum to sabhi ko roj yad karte hai..
Lekin na jane hume koi Q yad nai karta.

Wo Humare Kab The Jo Begane Ho Gye
Zara Si Baat Thi Kya FaSane Ho Gye
Kya Use ilzaam De Kya Sunaye HaaL_E_DiL
Ab Koi Hoga Naya Hum Purane Ho Gye.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages