- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Pehle Chithi K Badle taar ata tha,
Ek Bulave Pe Mera Yaar ata tha
Ab Padh Kar Delete Karte Hai Mere MSG ko
Kabhi Har MSG Ka Jawab ata tha......!

Sab khushiya tere naam kr jayenge,
Jaan bhi tujpe kurban kr jayenge, .
Tum roya karoge hame yad kr k,
Hum tere daman me itna pyar bhar jayenge..

Bahut Kam hai Zamane Me Log Aise
Chahat Ki Jinhe Pehchan Hoti Hai
Soch Lena Kisi Pe Mar Mitne Se Pahle
Lutane Ke Liye Sirf 1 Jaan Hoti Hai.

Dil Ki Suno, Zazbaat Se Kaam Na Lo,
Mujhe Yaad Rakho, Beshaq Mera Naam Na Lo,
Hum Bhule Nahin Hai Aapko,
Humari Dosti Ka Imtehaan Na Lo !

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages