- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Pata Nahi Dil Ki Manzil Kaha Hai
Hum To Unke Peeche Chalte Rahenge
Safar Khatam Kar Denge Wahi Par
Jaha Tak Unke Kadam Le Chalenge..!

Chaand Or Hum
Dono Ka 1 Sa Muqaddar
Woh Falak Pe Tanha
Hum Zameen Par Tanha
Woh Roshni Maange Suraj Se
Or Hum Mohtaaz Aap Ki Chahat Ki.

Pyar wo hai jis me sachhai saath ho,
saathi ki hr baat ka ehsaas ho,
uski hr ada pr naaz ho,
door rehkar B paas hone ka ehsaas ho.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages