- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Ek Aahat Tere Pyar Ki Hai
Dil Ko Chahat Tere Deedar Ki Hai,
Tamanna Kisi Ki Bhi Nahin Rahi,
Aankhon Ko Talaash Tere Masoom Rukhsar Ki Hai.

Humane Khushiyon Ko Pukara Hai,
Aapka Har Gum Humara Hai..
Phool Khilate Rahe Jeevan Me Aapake,
Kaanton Ke Liye Daaman Humara Hai..!

Bhulenge Woh Bhulna Jinka Kaam Hai
Meri Toh Dosto Ke Bina Gujarti Nahin Shaam Hai
Kaise Bhulu Mai Unko
Jo Meri Zindagi Ka Doosra Naam Hai.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages