- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
DILse Dur Jinhe Hum Kar Na Sake
Paas Bhi Unhe Hum Pa Na Sake
Mita Diya Pyar Jisne Humara DILse
Hum Unka Naam Likh Kar Bhi Mita Na Sake.

Unki Aankhe Zindagi Lagti H
Unki Saanse Bandagi Lagti H
Ashiqi Me Unki Haal Kuch Is Trah Hua H
Ki Ab To Unki Nafrat Bhi Mohabbat Si Lagti Hai.

Daulat K Bazar Me Sabse Garib Hu
Pyar Ki Duniya Me Badnasib Hu
Aapke Paas Mere Liye Waqt Hi Nahi
Or Log Samjte He Mai Apke Sabse Karib Hu.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages