sms hindi shayaris
some short hindi shayari for sms , hindi shayari of love , sad hindi shayari
Dilon se Khelne ka Hunar Hume Nahi Aata
Isi Liye Ishq Ki Baazi Hum Haar Gaye
Meri Zindagi se Shayad Unhe Bahut Pyar Tha
Isi Liye Mujhe Zinda Hi Maar Gaye…
Har mulaqat per waqt ka takaza hua … !
Har yad per dil ka dard taaza hua … !!
Suni thi sirf ghazlon men judai ki batein … !!!
Ab khud per beeti to haqiqat ka andaza hua
Jaan Kar Bhi Woh Mujhe Jaan Na Paiye,
Aaj Tak Woh Mujhe Pehchan Na Paye,
Khud Hi Karli Bewafai Hum Ne,
Takih, Un Par Koi Ilzaam Na Aaye
Post Top Ad
Responsive Ads Here
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
Post Bottom Ad
Responsive Ads Here
Author Details
Shayari ki Duniya me chala gya hu.app bhi chale jayiye
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें