- शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

शायरी संग्रह - Shayari Sangrah

All heart touching shayari here only on Shayari Sangrah.Hindi Shayari Collections is the best ever app for Shayari Lovers. Choose from among the best and most heartfelt shayaris.Like on facebook

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Sab Samajte Hai Ki Hum Magrur The
Par Sach Me Hum Majbur The
Nahi Jante Ki Aap Meri Thi, Ya Nahi.
Par Ye Jante Hai, Hum aapke Zarur The.

Tum Ho Subah Aur Sham Ki Tarah
Tum Ho Khushiyon Ke Paigaam Ki Tarah
Tum Ko Maine Kab Bhulaya Hai
Tum Yaad Rehte Ho Mujhe Mere Naam Ki Tarah.

Ashq Unki Aankhon Ke Kareeb Hote Hai
Rishtey Dard Ke Jinko Naseeb Hote Hai
Daulat Dil Ki Jisne Lutaee Ho
Koun Kehta Hai Woh Gareeb Hote Hai.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages